mere dost in lazfo mein tera gham nazar aata hain
dard bhari aankhen hai naam...nazar aata hain
Is shaks ko kya dukh hai...kis modh ka yeh rukh hain
mera aaks...yehi sawal bar bar karna chahta hain
wo jo mere lafzo ka saar hua karta tha
khayalo ka mere wo aadhaar hua karta tha
wo jo mere haoslo mein damm bara karta tha
bhuli bisri kwahishon me umang bara karta tha
wo dost...mere yaar....ab kamm nazar aata hain...:(

e dost........in lazfo mein tera gham nazar aata hain

is marz ke aasaar kuch jaane pehchane se
is dard ko nikaalo.. ab dil ke veerane se
koi dukh, takleef, dhokha ya bharam nazer aata hai
teri aankhon me ek aur param nazer aata hai
e dost........in lazfo mein tera gham nazar aata hain
wo dost...mere yaar....ab kamm nazar aata hain...:(
................. Param.

No comments:
Post a Comment